Sunday, 9 October 2011

‎[ GER MUQALLIDEEN ] kay Jhoot

GERMUQALLIDOON kay paas NAMAZ may seenay per haath bandhnay ki na koi Saheeh Hadees hay aur na hi KHAIRULQUROON

[ yani Sahaba , Tabayeen , Tabatabayeen ] ka Amal Namaz may Seenay per haath bandhnay ka Moujood hain .

Sirf aur Sirf Jhoot hain

•Al-quran : Alaa Laanatullahi Alal Kazibeen

•Sunoo ALLAH ki Laanat hay Jhotoon per

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 01

Seenay per haath bandhnay ki riwayaat Bukhari o Muslim may bakasrat hain

[ Fatawa'a Sanaiyya'h page num 443 jild num 1 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 02

Seenay per haath bandhnay ki riwaayat saheeh hay

[ Bulug ul Maraam ]

[ Fatawa'a Sanaiyya'h page num 593 jild num 5 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 03

Seenay per haath bandhnay ki riwaayat saheeh ibne khuzaima'h may hay aur ibne khuzaima'h nay is saheeh batlaya hay

[ Fatawa'a Sanaiyya'h page num 457 jild num 1 ]

[ Naiz = Dalayeel e Muhammadi page num 110 Hissa'h 2 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 04

Imam Muhammad Rehmahullah nay Qabeesa'h bin Hulb say is nay apnay Baap say riwaayat ki hay k Nabi Sallallahu Alahi Wasallam Namaz may seenay per haath bandha kartay thay

•••••••••••••••••••••••••

Ye Hadees Husn hay . Saheeh Bukhari may bhi 1 aesi hi Hadees aati hay . Wallahu Aalam

[ Fatawa'a Sanaiyya'h page 457 jild num 1 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 05

Abu Dawood may Tauos say Marfuaen aaya hay Seenay per haath bandhna

[ Mukammal Namaz Moulana Abdul Wahab page 449 ]

•••••••••••••••••••••••••




•JHOOT NUMBER 06

Seenay per haath bandhnay ki hadees bilittefaaq Aaiymma'h Muhaddiseen saheeh hain

[ Sharah Wiqaaya'h page 93 ]

[ Haqeqatul Fiqa'h page 250 az Yousuf jay puri ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 07

Naaf kay nechay haath bandhnay ki hadees nahi hay wo Qoul e Ali hay

[ Sharah Wiqaya'h page 93 ]

[ Haqeqat ul Fiqa'h page 250 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 08

Hazrat Mirza Mazhar Jaan Janaao Mujadidi Hanfi Seena'h per haath bandhnay ki hadees ko basabub Qawi honay kay Tarjeeh detay thay aur seenay per haath bandhtay thay

[ Muqadma'h Hidaya'h page 111 jild num 1 ]

[ Haqeqat ul Fiqa'h page 251 jild num 1 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 09

Naaf kay nechay haath bandhnay ki riwayaat bilittefaaq Aaiymma'h Muhaddiseen zaeef hain

[ Hidaya'h page num 1 page num 350 ]

[ Haqeqat ul Fiqa'h page 250 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 10

Qareeban

[ Ikhtelaaf e Ummat ka Almiya'h page num 96 ]

per yahi jhoot hay

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 11

Khalid Girjaakhi

[ Salatun Nabi page num 157 ]

per yahi jhoot manqool hay

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 12

Khulfa'a bani Abbas may say Khalifa'h Haroon ka Namaz may izaar bund khulgaya . Seenay say haath nechay karkay izaar bund sunbhaal liya Muqtadiyoon nay herani say is Fael ko dekha Qazi Abu Yousuf nay Fatwa'a diya k Naaf kay nechay haath bandhna hi saheeh hay

[ Hidaya'h Bab ul Salaat Ikhtelaaf e Ummat ka Almiya'h page num 78 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 13

Ibne Masood ka Qoul Zair e Naaf ka bilkul zaeef hay

[ May nay Rahe Hidaayat kesay paayi page 18 Abu Nouman Basheer Ahmed ]

Halaankay Aap say koi Qoul Manqool nahi

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 14

[ Qurrat ul Aain ] may Noor Husain Girjaakhi nay hadees Wayil bin Hijr naqel karkay 11 kutub kay hawalay diye hay

•JAWAAB•

Halaankay in may say 1 may bhi seenay per haath bandhna sabit nahi hay [ page num 19 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 15

Muslim ki sanad Ibne khuzema'h kay matan kay sath milaadi . Mulahiza'h ho

[ Fatawa'a Sanaiyya'h page num 444 jild num 1 ]

•JAWAAB•

Asal sanad

[ Ibne Khuzema'h page num 243 jild num 1 ]

per mulahiza'h

Muslim ki sanad

[ Muslim page num 172 jild num 1 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 16

Hazrat Hulb ki riwaayat may HAAZIHI ko YADAHU banadiya

[ Deen ul Haq Muhammad Dawood Arshad page 217 ]

"Wayasnaau Haazihi Alaa Sadrihi" Asal Lafz is tarah hay

[ Musnad e Ahmed page num 622 jild num 5 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 17

May nay Nabi Akram Sallallahu Alahi Wasallam ko dekha Seenay per haath rakhtay thay

Allama'h Tirmizi Nemvi Hanfi nay iski sanad ko Husm kaha hay

[ Deen ul Haq page num 218 ]

••••••••

•JAWAAB•

••••••••

Imam Tirmizi nay seenay per Haath bandhnay ki Riwaayat naqal hi nahi ki Allama'h Nemvi nay naqal karkay seena'h ka Lafz GER MEHFOOZ kaha hay

[ Aasar ul Sunan page num 86 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 18

3 cheezain Nubtwwat ki Aadaat say hain ye riwaayat Hazrat Ali Razi Allahu Aunhu say hergiz nahi

[ Deen ul Haq page num 222 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 19

Phir seenay per haath baandh ker Dua'a pardhay

[ Tirmizi page num 119 jild num 1 ]

[ Salat ul Mustafa Muhammad Ali Jaanbaaz Sheikh ul Hadees page 274 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 20

Wayil bin Hijr ki Ibne Khuzema'h wali riwaayat ki Ibne Hijr nay Tasveeb farmayi hay

[ Fatah ul Baari : 12 Masayeel az Qalam : Kaleem Abdul Rehman Khaleeq page num 53 ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 21

Hadees ALI ki waza'ulaidi alal aidi :Alkh ye riwaayat Abu Dawood kay nukhsay Ibne Aerabi kay ilawah diger nasukh may sabit nahi

[ Kitab o Sunnat kay mutabiq Namaz Tarjuma'h ma'a izafa Doctor Khalid Zafrullah page 59 ]

••••••••

•JAWAAB•

••••••••

Ibne Dasa'h kay nuskhay'h may hay

[ Adla'h Kamila'h Sheikh ul Hind ]

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 22

Ta'ajjub hay Moulana Habib ur Rehman Azami nay bhi Hasb e Aadat Mehaz Maslaki Hamiyat may is say ziyada ko shamil MATAN kiya [ Taht ul Sarah ] jesa k Almusannif Matbua'h Maktaba'h Imdadiya'h Makkah may hay

•[ Irshd ul Haq page 229 Tasneef Moulana Sarfaraz Ahmed apni Tasaneef kay Aainay may ]

halaankay

[ Almusannif page num 351 jild num 2 ] per Lafz TAH TUS SARA'H nahi hay

•••••••••••••••••••••••••

•JHOOT NUMBER 23

WANHER ki tafseer Hazrat Ali Razi Allahu Aunhu say mervi hay k is say muraad seenay per haath bandhna hay . Bayain per Dayaan isay Imam Haakim laaye hain aur Husn kaha hay

[ Dalayeel e Muhammadi page num 111 Hissa'h 2 ]

•[ Musannifa'h Allama'h Muhammad Juna Gardhi nay Halaankay HUSN nahi farmaya..

No comments:

Post a Comment